Bdlna jaruri hai kya🤨🤫moongemini
Badlna jaruri hai ya nhi?🤫💬 Ek din yaisa aata hai jub, kuch log kehete hai ki, tum ab pehele jaise nhi rhe. Tum ab bohot badal gaye ho. Tum pehele jaise hi thik the.. Sabse haskr bate krte the. Haste the. Khush the. Lekin ab tum waise nhi rhe. Kyun? Akhir ye sawal hamse wahi log puchte hai Jo hamare kbhi karib hua krte the. Aur akshkr wahi log. Hame bdlte hue dekh rhe hote hai. Shayd har koi itna bariki se notice nhi krta ho. Lekin ek yaisa insan hota hai jo. Hame janta ho. Hamre halat, Hamara us time ka behaviour, aur hamari baat krne ka dhang. Subkuch oh notice krte hai. Aur jinhe problem hone lagti hai. Oh hamse shikayt krne lagte hai. Ki tum kyun badl gaye ho? Tum phele jaise hi thik the. Achhe se baat krte, muze time dete. Lekin ab yaisa kuch nhi rha. Shayd halat hame bdlne par mjbur krte ho. 🙂 बदलना ज़रूरी है या नहीं? एक दिन ऐसा आता है, जब कुछ लोग हमसे कहते हैं — “तुम अब पहले जैसे नहीं रहे।” “तुम बहुत बदल गए हो।” और फिर वो एक लाइन बोलते हैं, जो कहीं अंदर तक सुनाई देती है ...